Location: Ranaghat Posted on: 9/19/2026 6:34:56 AM

Yaad hai jab phone bajte hi sabka dhyan sirf hamari taraf hota tha? Snake game khelna aur naye polyphonic ringtones dosto ko sunana, bas yahi apna swag tha. Sach me yaar, wo Nokia wale din bhi kitne befikr the!... #childhood